Mazak Mai Jhout Bolna Kaisa..?

Hadees: Hazrat Mu'awiyah bin Hidah Raziyallahu 'anhu farmate hain ke maine Rasool Allah ﷺ ko ye irshaad farmate hue suna; us shakhs keliye barbadi hai jo logon ko hasane keliye jhoot bole. Us keliye tabahi hai, us keliye tabahi hai. (Tirmizi: 2315)

Gunah Se Bacche

Rasulullaah ﷺ ne farmaaya: Jis ne qible ki taraf thooka to woh Qayaamat ke din is haal me aayega keh woh thook us ki donon aankhon ke darmiyaan hoga. (Abu Dawood: 3824)

Ta'weez Pahenne Ka Saboot Sahaabi Aur Mohaddiseen Se..

1 - Jaam'e Tirmizi, Hadees No.3528 Tarjumah - "Rasoolullah ﷺ Ne Farmaaya Ke Jab Tum Me Se Koi Nee'nd Me Darr Jaaye To Yeh Du...