Showing posts with label latest. Show all posts
Showing posts with label latest. Show all posts

Gaib Kya Hai..?


★ قُلۡ یٰۤاَیُّہَا النَّاسُ اِنِّیۡ رَسُوۡلُ اللّٰہِ اِلَیۡکُمۡ جَمِیۡعَۨا الَّذِیۡ لَہٗ  مُلۡکُ السَّمٰوٰتِ  وَ الۡاَرۡضِ ۚ لَاۤ اِلٰہَ  اِلَّا ہُوَ یُحۡیٖ وَ یُمِیۡتُ ۪ فَاٰمِنُوۡا  بِاللّٰہِ وَ رَسُوۡلِہِ النَّبِیِّ  الۡاُمِّیِّ  الَّذِیۡ یُؤۡمِنُ بِاللّٰہِ وَ کَلِمٰتِہٖ وَ اتَّبِعُوۡہُ  لَعَلَّکُمۡ تَہۡتَدُوۡنَ ﴿۱۵۸﴾
☆ Kanzul Iman Translation:
◆ Say (O dear Prophet Mohammed – peace and blessings be upon him), 'O people! Indeed I am, towards you all, the Noble Messenger of Allah – for Whom (Allah) only is the kingship of the heavens and the earth; there is none worthy of worship, except Him – giving life and giving death; therefore believe in Allah and His Noble Messenger, the Prophet who is untutored (except by Allah), who believes in Allah and His Words, and obey him (the Prophet) to attain guidance.' (Prophet Mohammed – peace and blessings be upon him – is the Prophet towards all mankind.)
तुम फ़रमाओ ऐ लोगो मैं तुम सब की तरफ़ उस अल्लाह का रसूल हूं (फ़303) कि आसमानों और ज़मीन की बादशाही उसी को है उसके सिवा कोई मअबूद नहीं, जिलाए और मारे, तो ईमान लाओ अल्लाह और उसके रसूल बे-पढ़े ग़ैब बताने वाले पर कि अल्लाह और उसकी बातों पर ईमान लाते हैं और उनकी ग़ुलामी करो कि तुम राह पाओ। ◆ تم فرماؤ اے لوگو میں تم سب کی طرف اس اللّٰہ کا رسول ہوں(ف۳۰۳) کہ آسمانوں اور زمین کی بادشاہی اسی کو ہے اس کے سوا کوئی معبود نہیں جِلائے اور مارے تو ایمان لاؤ اللّٰہ اور اس کے رسول بے پڑھے غیب بتانے والے پر کہ اللّٰہ اور اس کی باتوں پر ایمان لاتے ہیں اور انکی غلامی کرو کہ تم راہ پاؤ
( AL-ARAF - 7:158 )
____________________

خوبصورت زندگی کیا ہے؟

خوبصورت زندگی خود بخود نہیں بن جاتی بلکہ اس کی تعمیر روزانہ کی دعاؤں کی بنیاد پر ہوتی ہے
دعا کیجیے، دعا دیجیے، دعا لیجیے
میری دل کی گہرائیوں سے یہ دعا ہے کہ رب کریم اپنے محبوب کریمﷺ کے نعلین پاک کے صدقے سے آپ کی اور ہم سب کی خوبصورت زندگی کو دین ودنیا کی تمام خوشیوں سے مالا مال کر دے
آمین یارب العالمین بجاہ سید المرسلین علیہ افضل الصلاۃ والسلام والتحیۃ والتسلیم وعلٰی آلہ وصحبہ اجمعین وبارک وسلم تسلیما کثیرا

JANNAT MAI LEKAR JAYEGI MOHABBAT RASOOLALLAH KI

Rasoolullah (Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam) ne irshaad farmaaya ke jis ne meri sunnat zinda ki us ne mujh se muhabbat ki aur jis ne mujh se muhabbat ki woh Jannat mein mere saath hoga. (Tirmizi: 2678) Allah Ta'ala ke yahaan wahi amal maqbool hota hai jo Huzoor (Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam) ke tareeqon ke mutaabiq ho. Lihaaza Huzoor (Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam) ke tareeqon ko jaanna aur Aap (Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam) ki batlaai hui duaaon, sunnaton aur aadaab ko seekhna aur un par amal karna ummat ke har fard ke liye zaroori hai.

🌹 *URS MUBARAK* 🌹


*2 SHABANUL MUAZZAM*
SIRAJUL UMMAH,
KASHIFUL GUMMAH,
IMAME AAZAM,
FAQIHE AFKHAM,
SAYYIDUNA *IMAME ABU HANIFA NOMAN BIN SABIT*
(RADIYALLAHU ANHU).

AAP KA NAAM-NOMAN
WALID-SABIT
KUNIYAT-ABU HANIFA
PAIDAISH-SINE 70 HIZRI,KUFA(BAGDAD)
WAFAT-2 SHABAN,150 HI.

UMAR-80 SAAL
MAJAR-BAGDAD SHARIF

AAP NE 55 HAJ KIYE,AAP NE 30 SAAL TAK LAGATAR ROZE RAKHE AUR 1 RAKAT ME QURAN KHATM KARTE AUR 45 SAAL TAK ISHA K WUZU SE FJAR KI NAMAZ PADHI

JIS MAQAM PAR IMAME AAZAM ABU HANIFA KI WAFAT HOI WAHAN PAR AAP NE 7 HAZAR BAR QURAN KHATAM KIYE AUR MAHE RAMZAN ME AAP 62 QURAN KHATM KARTE.

HANFIYYUN K LIYE MAGFIRAT KI BISHARAT-

AAP JAB KABE K ANDAR DUA KAR RAHE THE TOU GAIB SE AAWAJ AAI TUM NE ACHCHI TARAH HAMARI MARIFAT HASIL
KI AUR KHULUS K SATH KHIDMAT KI,HAM NE TUM KO BAKHSHA AUR QIYAMAT TAK JO TUMHARE MAZHAB PAR HOGA US KO BHI BAKHSH DIYA.
📚-DURE MUKHTAR

AAP NE JAB HUZUR ﷺ k ROZE K SAMNE SALAM ARZ KIYA
*"ASSALAMU ALYIKA YA SAYYIDILMURSALIN"* TO JAWAB AAYA

*"WA ALYIKASSALAMU YA IMAMAL MUSLEMEEN"*

🙏GUJARISH : AAJ APNE APNE GHARON ME *FATIHA KHAWANI (ISALE SAWAB)* KA AHTMAM KARE.

Mazak Mai Jhout Bolna Kaisa..?

Hadees: Hazrat Mu'awiyah bin Hidah Raziyallahu 'anhu farmate hain ke maine Rasool Allah ﷺ ko ye irshaad farmate hue suna; us shakhs keliye barbadi hai jo logon ko hasane keliye jhoot bole. Us keliye tabahi hai, us keliye tabahi hai. (Tirmizi: 2315)

Qarz Ada Kare..

Rasulullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Jis aadmi ne kisi se qarz liya, phir us ki niyyat qarz ada karne ki na ho (aur na hi us ne zindagi mein qarz ada kiya), to woh Allah se chor hone ki haalat mein milega. (Ibne Maaja: 2410)

Witr Padhna kya hai..?

Hazrat Buraida Aslami Raziyallahu Anhu farmaate hain ke main ne Rasulullah ﷺ ko farmaate huwe suna ke Namaaz-e-Witr laazim hai, jo witr ada na kare woh ham (musalmaanon) mein se nahin hai (yeh jumla Aap ﷺ ne teen martaba irshaad farmaaya). (Abu Dawood: 1419)

Ta'weez Pahenne Ka Saboot Sahaabi Aur Mohaddiseen Se..

1 - Jaam'e Tirmizi, Hadees No.3528 Tarjumah - "Rasoolullah ﷺ Ne Farmaaya Ke Jab Tum Me Se Koi Nee'nd Me Darr Jaaye To Yeh Du...