Showing posts with label Shaikh-Ul-Islam. Show all posts
Showing posts with label Shaikh-Ul-Islam. Show all posts

*इस्लामी सवाल------ जवाब*

*______________________________________*
*_सवाल------ नहाने के लिए टप में पानी भरा फिर उस में कुछ गरम पानी मिलाया तो ह़रारत देखने के लिए मैंने उंगली डाल कर पानी चेक किया- मेरी बहन देख रही थी उसने कहा कि अब इस पानी से गुस्ल नहीं कर सकती तो क्या ये बात सही है?_*

*_जवाब----- अगर बगैर धोये हाथ या उंगली या नाखून या बदन का कोई हिस्सा जो वुज़ू में धोया जाता है पानी में बगैर धोये हुए पड़ जाए तो वह पानी वुज़ू और गुस्ल के लायक़ न रहा- इसी तरह जिस पर नहाना फर्ज़ है उसके जिस्म का कोई बे धुला हुआ हिस्सा पानी से छू जाये तो वह पानी वुज़ू और गुस्ल के काम न रहा और अगर धुला हुआ हाथ या बदन का कोई हिस्सा पड़ जाए तो हरज नहीं- अब अगर आप ने पहले हाथ धुल कर पानी में उंगली डाल कर चेक किया था तब तो उसी पानी से गुस्ल कर सकती हैं और अगर बगैर हाथ धुले पानी में उंगली डाल दिया था तो अब उस पानी से गुस्ल नहीं कर सकती कियोंकि वह पानी मुस्तामल हो गया_*

*📕बहारे शरीयत जिल्द 1 हिस्सा 2 सफह 333*
*📕फतावा रज़विया शरीफ जिल्द 2 सफह 43*
*_________________________*
*_सवाल----- मैं अक्सर बा वुज़ू रहती हूँ फिर उसी ह़ालत में जब खाने का वक्त आया तो मैंने भरे हुए टप में हाथ डाल कर हाथ धो लिए अब उस टप वाले पानी का क्या हुक्म है अब अगर उसी पानी से कोई वुज़ू करना चाहे तो कर सकता है कि नहीं_*

*_जवाब------ अगर हाथ धुला हुआ हो या आप ब वुज़ू हों या वैसे ही हाथ धुले हुए हैं मगर फिर धोने की नियत से और ये धोना सवाब का काम हो तो ये पानी मुस्तामल हो गया यानि वुज़ू के काम का न रहा- लिहाज़ा खाने के लिए हाथ धोने के लिए उसी बरतन में हाथ डालने से वह पानी मुस्तामल हो गया अब उस से वुज़ू नहीं कर सकते_*

*📕बहारे शरीयत जिल्द 1 हिस्सा 2 सफह 333*
*_________________________*
*_सवाल---- नहाने में बदन से पानी लग कर अगर बाल्टी में गिरे तो इस से पानी में कोई खराबी तो नहीं आती और गुस्ल हो जायेगा या नहीं?_*

*_जवाब----- अगर बदन पर कोई ज़ाहिरी नापाकी नहीं लगी है तो सिर्फ छीटों से पानी में कोई खराबी नहीं आयेगी- बहारे शरीयत में है कि मुस्तामल पानी अगर अच्छे पानी में मिल जाए यानि वुज़ू या गुस्ल करते वक्त क़तरे लोटे या टप में टपके तो अगर अच्छा पानी ज़्यादा है तो ये वुज़ू और गुस्ल के काम का रहा वरना सब बेकार हो गया_*

*📕बहारे शरीयत जिल्द 1 हिस्सा 2 सफह 334*
*📕फतावा रज़विया शरीफ जिल्द 2 सफह 220*
*_________________________*
*_सवाल----- मेरा एक छोटा नाबालिग बेटा है- जब मैं नमाज़ के लिए वुज़ू करती हूँ तो वह भी मेरे साथ वुज़ू करता है और अपना इस्तेमाल क्या हुआ पानी मेरे बरतन में डाल देता है तो क्या अब उस बरतन का पानी मुस्तामल हो गया या नहीं क्या मैं उस से वुज़ू कर सकती हूँ?_*

*_जवाब------ न समझ बच्चे ने वुज़ू क्या जिस तरह़ दो तीन साल के बच्चे माँ बाप को देखकर बतौरे नक़्ल व हिकायत नमाज़ व वुज़ू करने लगते हैं ये पानी मुस्तामल  न होगा- लिहाज़ा आप उस से वुज़ू कर सकती हैं,_*

*📕फतावा रज़विया शरीफ जिल्द 2 सफह 46*
*___________________________*
*_सवाल---- एक बडे़ बरतन में ज़्यादा पानी भरा हुआ था और एक छोटे बरतन से पानी निकाल रहे थे कि अचानक वह छोटा बरतन पानी में गिर गया अब और पानी भी मौजूद नहीं कि हाथ धोकर वह बरतन निकाल लें और न कोई वहाँ पर है तो क्या मजबूरी में मैं बगैर हाथ धुले निकाल सकता हूँ और निकालने से वह पानी मुस्तामल होगा या नहीं,_*

*_जवाब------ अगर कोई एसी सूरत हाल है कि कोई ब वुजू आदमी भी नहीं है और न ही कोई छोटा बरतन वगैरह है जिस से पानी निकाल सके तो अब मजबूरी में आप खुद पानी में हाथ डालकर निकाल सकते हैं पानी में कोई खराबी नहीं आयेगी_*

*📕बहारे शरीयत जिल्द 1 हिस्सा 2 सफह 333,*
*📕फतावा रज़विया शरीफ जिल्द 1 सफह 117*
🌸🌸🌸🌸🌸🌸🌸🌸🌸

🇸🇦 Eid -e- Milad -un- Nabi ﷺ 🇸🇦

                      🔹〰▪〰▪〰▪〰▪〰🔹
*_Qur'aan-e-Kareem wa Furqan-ul-Hameed Mein Allah Kya irshaad Farmata Hai ?_*

_" Beshak Tumhare Paas Tashrif Laye Tum Mein Se Wo Rasool ﷺ Jin Par Tumhara Mushakkat Mein Padhna Gawara Nahi Hai, Tumhari Bhalayi K Nihayat Chahne Wale Musalmano'n Par Kamale Meharban Meharban "_

📕 *( Surah Tauba , Ayat No.128 )*

*_is Ayat Mein Allah Tabarak wa Ta'ala Khud Gawahi De Raha Hai Apne Rasool ﷺ Ki Hum Gunahgaro'n Se Be-inteha Muhabbat Aur Hum Par Meharban Hone Ki._*

_Aayiye Aap K Saamne Ek Hadees Pesh Karta Hu'n Apne Pyaare Aaqa ﷺ K Meharban Hone Ki, Chunanche Aaqa-e-Kareem ﷺ Ka Farman Magfirat Nishan Hai, Jis Ne Mujh Par 100 Martaba Durood-e-Paak Padha Allah Us Ki Dono Aankho K Darmiyaan Likh Deta Hai Ki Ye Nifaaq Aur Jahannam Ki Aag Se Azaad Hai Aur Us Se Ba-Roze Qiyamat Shohdaa K Saath Rakhega."_

📕 *( Majmuazzawayad, Jild No. 10 , Page No. 253, Hadees No. 17298 )*

*_Ab 100 Baar Darood Shareef Padhna Kaunsi Badi Baat Hai ?_*

_Magar Phir Bhi Jahannam Se Nijaat Ki Basharat De Di Gayi Ab Yeh Meharbani Nahi Toh Kya Hai ?_

*_Ab Aur Kya Kya Reason Chahiye Tumhe Apne Pyaare Nabi ﷺ Se Muhabbat Karne K Liye Aur Un Ki Ki Wiladat Ki Khushi Manane K Liye ?_*

Qabar Ka Manzar

Al Qur'an:
To Kya Yeh Samjhte Ho Ki Ham Ne Tumhe Bekaar Banaya aur Tumhe Hamari Taraf Firna Nahi.
[ S.MOAMINUN: 115 ]
Woh Jisne Mout Aur Zindagi Paida Ki Ke Tumhari Jaanch Ho Tum me Kiska Kaam Zyada Achha Hai.
[S.MULK:2]
Logon ka Hisaab Najdik Hai Aur Woh Gaflat Me Mooh Feire Hai.
[ S.AMBIYA PARA:17 AYAT:1 ]
Qabar Ki Tabahkariyan:
Nabi E Paak {ѕαℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнι ωαѕαℓℓαм} Ne Farmaya:
Qabr Aakhirat Ki sab se Pahali Manzil Hai, Agar Sahibe Qabr Ne Is Se Najaat Paai To Baad Ka Mua'malaa Is se Asan Hai, Aur Agar Is Se Najat Naa Paai To Baad Ka Mua'Malaa Ziyadaa Sakht Hai.
[ SUNAN IBNE MAJA JILD:4 SAFA: 500 Bairut ]
Qabr ka Manzar Sab Manaazir Se Zyada Holnaak Hai.
[ SUNAN TIRMIZI JILD:4 SAFA: 138 HADEES: 2315 Bairut ]
Qabr Ki Daant:
Qabr Murde se Kehti hai, Ki Aye Aadami Kya tune Mere Halaat Naa Sune The? Kya Meri Tangi, Badboo Howlnaaki Aur Kidon Se Tuze Nahi Daraayaa Gayaa Tha? Agar Aisa Tha To Fir Tu Ne Kya Taiyaari Ki?
[ SARHUS SUDUR SAFA: 118 119 Darul Ma'refa ]
QABR KYA KAHTI HAI?:
Ay Ibne Aadam! Tu Mere Andar Tawil Arse Tak Apne Galne Sadne Ko Kyu Yaad Nahi Krta?
Hazrate Sayyiduna Ahmed Bin Harb(rahmatullahi t'aala alayh) Farmate Hai: Zamin Ko Us Shakhs Par T'ajjub Hota Hai Jo Apni Khwaab gaah Ko Durust Krta Aur Sone Ke Liye Narm Narm Bistar Bichhata Hai, Zamin Us Se Kahti Hai,
Ay Ibne Aadam! Tu Mere Andar Tawil Arse Tak Apne Galne Sadne Ko Kyu Yaad Nahi Krta ?
Yaad Rakh! Mere Aur Tere Darmiyaan Koi Chiz Haail Nahi Hogi
(Yaa'ni Tujhe Zamin Par Bigair Gadele Hi Ke Rakh Diya Jaega)
[ Detail In EHYAUL ULOOM Jild-4 Page- 413 ]
Jab Banda Qabr Me Dakhil Hota Hy To Usko Drane Vo Tamam Chize Aa Jati Hy Jinse Vo Dunya Me Darta Tha
Aur ALLAH Se N Darta Tha.
[ SHARHUS SUDUR Page No-11 ]
Hazrat Umar Farooq E Azam Radiallahu Tala'Anhu KHAWF E KHUDAA Azzwajal se Larza w tarsa Raha Karte The.
Ek Baar Galabaa e Khawf Ke Waqt Aap Ne Tinka Haath me le Kar Farmaya, Kaas Me Yeh Tinka Hota, Kabhi Kaha, Kaas Muze Paida Hi Na Kiya Jata; Kabhi Kehte, Kaas MERI MAA HI MUZE NAA JANTI.
[ AHYAUL ULOOM JILD:4 SAFA: 156 Bairut ]
Hazur {ѕαℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнι ωαѕαℓℓαм} Ne Farmaya:
Hadees E Paak:
Murdon ka haal QABR me dubte hue inshaan ki maanind hai ke woh siddat se intzaar karta hai ke baap ya maa ya bhai ya kisi dost ki dua usko pahunche aur jab kisi ki dua use pahunchti hai to uske nazdik woh dunia wa mafihaa se behtar hoti hai, ALLAH AZZWAJAL qabr walon ko unke ZINDAA mut'alikin ki taraf se HADEEYA kiya hua SAWAAB pahadon ki maanind ataa farmata hai, ZINDON ka hadeeya (tohfa) Murdon ke liye 'DUA E MAGFIRAT' katna hai.
[ Baihaki SOEBUL-IMAAN JILD:6 SAFA: 203 HADEES: 7905 ]
TARGIB:
Vaakei Qabr Ka Muaamla Be Khauf Hone Wala Nahi, Aaj Hum Par Chhupkli Chdh Jae, Balke Kan Khjura Karib Hi Se Guzar Jae To Badan Par Kapkapi Taari Ho Jae Aur Muh Se Chikh Nikal Jae To Andheri Qabr Me Kya Hoga! ke Aqal Bilkul Salaamat Hogi Balke Yoo Samajhna Chahiye Ki Goya Zinda Hi Kisi Ne Qabr Me Gaad Dala Hai Ab N Jaan Niklti Hai N Hi Be Hoshi Taari Hoti Hai,
Haae! Haae! gunaaho Ki Vajah Se Agar Khuda V Mustafa (Azza V Jallah) v (Sallalahu Alaihi Wasallam) Naaraz Ho Gae To Qabr Ke Tang Garhe Me Aakr Kaun Bchaaega
Kaun Tsalli Dega?
KAR LE TAUBA RAB KI RAHMAT HAI BADI,
QABR ME VARNA SAZA HOGI KADI.
HUM NE KYA TAIYAARI KEE ?:
Hum Dusro Ko Qabr Me Utarte Hue Dekhte Hy Magar Ye Bhul Jate Hy Ki Ek Din Hme Bhi Qabr Me Utara Jaega.
Apni Aulaad Ko Nek Ashiqerasul Saccha Sunni Musalmaan Banaiyen. Woh In Sha Allah Dua/Isalesawaab Karenge To Aapko Qabr Me Raahat Milti Rahegi. (Wahabi- Margayaa Mardud Na Fateha Na Darood.)
HADIS:
Meri ummat gunah samet QABR me dakhil hogi & jab niklegi to BE-GUNAH hogi kyu k wo muaminin ki DUAON se bakhs di jati he
[ TABRANI AWSAT J:1 S: 509 H: 1879 ]
Qabr par Phool Daalna Behtar Hai Ke Jab Tak Rahega Tasbih karega aur Maiyat Ka Dil Behlaega.
<RADDUL-MUHTAR JILD:3 SAFA: 184 >
Aah Kasrate Ishyaa Haaye, Khowf Dozakh ka,
Kaash, Is Jahaan Kaa Mein Naa Basar Banaa Hota.™

یُخٰدِعُوْنَ اللّٰهَ وَ الَّذِیْنَ اٰمَنُوْا ۚ-وَ مَا یَخْدَعُوْنَ اِلَّاۤ اَنْفُسَهُمْ وَ مَا یَشْعُرُوْنَؕ(۹)

*ترجمہ*

یہ لوگ اللہ کو اور ایمان والوں کو فریب دینا چاہتے ہیں حالانکہ یہ صرف اپنے آپ کو فریب دے رہے ہیں اور انہیں شعور نہیں ۔

*تفسیر*

{یُخٰدِعُوْنَ اللّٰهَ : وہ اللہ کو دھوکہ دینا چاہتے ہیں۔}اللہ تعالیٰ اس سے پاک ہے کہ اسے کوئی دھوکا دے سکے، وہ تمام پوشیدہ باتوں کا جاننے والا ہے ۔ یہاں مراد یہ ہے کہ منافقوں کے طرزِ عمل سے یوں لگتا ہے کہ وہ خدا کو فریب دینا چاہتے ہیں یا یہ کہ خدا کو فریب دینا یہی ہے کہ وہ رسول اللہ صَلَّی اللہُ تَعَالٰی عَلَیْہِ وَاٰلِہٖ وَسَلَّمَکو دھوکا دینا چاہتے ہیں کیونکہ حضور پرنور صَلَّی اللہُ تَعَالٰی عَلَیْہِ وَاٰلِہٖ وَسَلَّمَاللہ تعالیٰ کے نائب اور خلیفہ ہیں اور انہیں دھوکہ دینے کی کوشش گویا خدا کو دھوکہ دینے کی طرح ہے لیکن چونکہ اللہ  تعالیٰ نے اپنے حبیب صَلَّی اللہُ تَعَالٰی عَلَیْہِ وَاٰلِہٖ وَسَلَّمَکو منافقین کے اندرونی کفر پر مطلع فرمایا تو یوں اِن بے دینوں کا فریب نہ خدا پر چلے، نہ رسول پراور نہ مومنین پر بلکہ درحقیقت وہ اپنی جانوں کو فریب دے رہے ہیں اور یہ ایسے غافل ہیں کہ انہیں ا س چیز کا شعور ہی نہیں۔
ظاہر وباطن کا تضاد بہت بڑا عیب ہے:

            اس آیت سے معلوم ہوا کہ ظاہر وباطن کا تضاد بہت بڑا عیب ہے۔ یہ منافقت ایمان کے اندر ہوتو سب سے بدتر ہے اور اگر عمل میں ہو تو ایمان میں منافقت سے تو کم تر ہے لیکن فی نفسہ سخت خبیث ہے، جس آدمی کے قول و فعل اور ظاہر و باطن میں تضاد ہوگا تو لوگوں کی نظر میں وہ سخت قابلِ نفرت ہوگا۔ ایمان میں منافقت مخصوص لوگوں میں پائی جاتی ہے جبکہ عملی منافقت ہر سطح کے لوگوں میں پائی جاسکتی ہے۔

*_💔Daastaan E Karbala💔_*

*Shohda E Karbala*
_Qatle Hussain Asl Me Marge yazeed Hai_
_Islam Zinda Hota Hai Har Karbala Ke Baad_
ِ ال َّر ْح ٰم ِن ال َّر ِحْیِم
ِ ْسِم الله
ب
Alhamdulillahi Rabbil Aalameen.
Az Farsh Ta Arsh E Sama
Balaghal Ula Bikamalihi
Az Fouq Ta Tahtass Sara
Kasha Fadduja Bijamalihi
Khairul Bashar Khairul Wara
Hasunat Jamee'o Khisaalihi
Hazrath Muhammed Mustafa
SalluAlaihiWa Aalihi.
Allahumma Salle Ala Sayyidina o Moulana Muhammaddin Wa Aalihi Wa Ashabihi Wa
Barik Wa Sallim...
Ham Aap ko Fazaile Ahle Bait Aur Shohda e Karbala Ke Unwan Per Tehreer Ki Saadat
Hasil Karna Chahte Hain...Isliye Pehle “Shohda e Karbala" ke Meere Karwan Imam
Aali Maqam Hazrath Imam e HUSSAIN RadiAllahuAnhu Ke Shaan Me Ek Manqabat
Pesh Karte Hain..
Baghour Padhiye...
Kyun Khudayi Na Ho Dil-o-Jaan Se Qurbaan Hussain
BoSa Gahe Mustafa(SallahuAlaihiWaSallam) hai ShahRag e Jaane Hussain
Aaj Tak Hain Ghair Qoumen Bhi Sana Khwane Hussain
Allah Allah Kya AzeemushShan Hai Shane Hussain
Kaam Aaye Behre Haq Sab NouNihalane Hussaian
Hogaya NAzre Khizaan Sara Gulistane Hussain
MArhaba Ye HAq PArasti Ye Sadaqat Parwari
Hazrate Hur HoGAye Mukhtil Me Qurbane Hussain
Jaan Di Lekin Diya Hargiz Na Daste Haq Parast
Allah Allah Kis Qadar Mohkam tha Imaane Hussain
Ran Me Aate The Nazar Pushtoun ke Poshten Har Taraf
War Jab A'ada Pe Karte The Jawanane HUssain
Koi Kahtra Hi Nahi Shaghil Ku Roze Hashr Ka
Ta Abad Mehfooz Hai O Zeer e Damane Hussain.
RadiAllahuAnhumAjmaeen...

Ta'weez Pahenne Ka Saboot Sahaabi Aur Mohaddiseen Se..

1 - Jaam'e Tirmizi, Hadees No.3528 Tarjumah - "Rasoolullah ﷺ Ne Farmaaya Ke Jab Tum Me Se Koi Nee'nd Me Darr Jaaye To Yeh Du...